Har pal intezaar karta hoon,Ki tumhari aawaaz sun sakoon,Kuch tumhare dil ki baat,Kuch apna haal keh sakoon,Jo kabhi kisi ne kisi ko na kiya ho,Wo pyaar main tumhe de sakoon…
Aankhein Khuli Hoh Toh Chehra Aapka Hoh,Aankhein Bandh Hoh Toh Sapnaa Aapka Hoh,Humey Maut Ka Na Darr Na Khauff Hoga,Agar Kafan Ki Jagah Dupatta Aapka Hoh.
Pyaara Sa Ek Ehsaas Hain Aap,Harr Pal Humhare Paas Hain Aap,Jiney Ki Ek Aas Hain Aap,Mann Ka Ek Vishwaas Hain Aap,Shayad Ish Liye Kuch Khaas Hain Aap.
Humhara Harr Lamha Churaa Liya Aap ney,Aankhon Koh Ek Chaand Dikha Diya Aap ney,Humey Zindagii Toh Dii Kissi Aur ney,Par Itna De Kar Jeena Sikha Diya Aap ney.
Thursday, July 15, 2010
Subscribe to:
Post Comments (Atom)

No comments:
Post a Comment